Saturday 30 June 2012

Ambikapur me Rammandir madan huaa karta tha . aaz nahi hai ghar ,dukan ban gaye , aadha shahar vahin khela karta tha . aaz ambikapur bramhpara, babupara sadar rod , barez para darripara....ityadi aadhe shahar ke bache ak adad madan ke karan khel nahi pate. ghar me hi khelte ,t.v se. bus stnd ko khel ka madan bana dena hoga . BUS STAND '' KHEL KA MADA HO''

Thursday 28 June 2012

BARIYON BALRAMPUR JILA ME        bariyon balrampur jila me chala gaya , pahle surguja me tha jila mukhyalay ambikapur se matr 20km ki duri thi . naya jila balrampur ramanujganj 90-100km hai vidhayk shri sidhnath pakra , c.m. shri raman singh andhe hain?bariyon ko ab jila balrampur likhna hota hai .jila surguja me hona chahiye.  
ambikapur se bariyon ki duri 20 k.m. hai , bariyon ka arth bada hota hai . bariyon ke pas baghima ganv hai arth - bagh me shwar ma , sidhma ganv hai arth- sidh ma , surguja ke ganv swarg hain yanha ke log atithi seva karte hain isi liye bahri log yaha samman paye atithi ban kar aaye aour malik ban gaye , parntu yanha ke log garib hote gaye . 
surguja me sirf aadivasi rahte the , 200 vars purv tak pando, korva, rajvar ,..........

Wednesday 27 June 2012

chattisgadh bhrastachar ki rajdhani ban gai hai , ambikapur aaz bhi 1 dhramshala  shahar aanewale atithiyon ko uplabdh nahi kara paya hai , shahar ka samudayik bhavan [ surguja sadan ] hotel se bhi mahga kar diya hai bhrast nagar nigam dwara.parsad arvind singh, shrimati rawani ityadi bhi maun hain? ak bhavy dhram shala ambikapur me banega jo ki bade hotel se bhi bhavy hoga janha ak garib bhi ruk sakega. bramh roa me itni trafik hai avyvsthit shahar ho gaya hai . abhay tripathi , mukesh varma , pullu , satyendr tripathi , dr r.p . tripathi , p.n. tripathi , vidhayak rajni tripTHI Sabhi shant dekh nahi rahe , khud ma bhi andha , maun

Tuesday 26 June 2012

mahamaya ki nagri ambikapur        ambikapur prakritik sayndary se bharpur nagar hai purana nam vishram pur tha , shri tribhuneshwar sharan singhdev [ t.s. baba ] yanha ke maharaj hain ambikapur vidhan sabha ke vartman vidhayak hain aour inc ke varisth leader hain. ramkrishn vivekanand aashram hai janha bhavy mandir hai , samaj seva , aadhyatmik karyon ka sanchalan , seva kary yaha hota hai.