Sunday 19 February 2012

DR.B.D.Sharma ,bharat jan aandolan, india , surguja

DR.Bramhdev sharma is an authority on tribal affaiirs in the country. Tribals ke ho rahe sharkar aour aadhunik samaj dwara bhari shosad ke liye bastar me jab aap collector the 1968-71 tab se aaz tak 80 vars ki umra me bhi sanghars kar rahe hain. surguja jila me bhi aap ka puny charan lagabhag har vars padta hai aour hame darshan ke sath nai urza milti hai , BHARAT JAN AANDOLAN SURGUJA ke bhai dharmu ji , jangsay , bilus tigga ji aour main Ravikant dubey is aandolan se jud kar aaj ke aadivasiyon ke masiha ke aasirvad pakar garvvanvt hain . humara lakshy hai lakhon aadivasi apne ko kisi se bhi chota na shamjhen , sirf , dhan ya vidya se koi bada nahi hota, dr sahab kahte hain koi kalector do bal ko jod kar usme hul [nagar , juaa] lod kar dikhla de . hamara aandolan tej hoga .hum aadivasiyon ke shosad ko band karenge . JAL JANGAL JAMIN HUMARA HAI , MAVA NATE MAVA RAJ [ HUMARE GANV ME HUMARA RAJ] PESAkanun hume diya hai hum lekar rahenge . humare ganva me humara raj hoga .JAY JOHAR

Thursday 16 February 2012

vivekand jiv seva sansthan , batidand near bariyo , gagar river

.1-agyani log chota sa kary aarnmbh karke bhi bade pareshan ho jate hain, parantu dheer log mahan kary aaranmbh karke bhi dharywan bane rahte hain.-----------------------------------------------------------------2-mahanta ki prapri me 6 vidhn hain aalashy,stri ki seva, rogi hona , janm bhumi se moh, shantos aour bhay-----------------------------VIVEKANAND JIV SEVA SANSTHAN---------------------------------------------SHRI Gaurishankar Dubey , b.e. TELI-COM. 1960 , VILLAGE-BATIDAND , NEAR BARIYON ,SURGUJA -C.G. INDIA---497001-------MOBILE---91-9301233054 , 9406135359  ----------------------EMAIL - ravikant.bariyon@yahoo.in---------2--ravikany.bariyon@gmail.com-----------------------------------suport and give adonaton, work ,service ,mony ......oldman,tribel,  tribs childs best aducation , helth poor man , animals birds , tree..........service-------------------------shiv bhav se jiv ki seva , uttisth jagrat prapy varranibodhat --SHWAMI VIVEKANAND

mahamaya tempol , pahadganv , surguja

ambikapur to 12 k.m. west bishrampur road a village pahadganv there MA Mahamaya tenmpol somthing 1500 years old beutyful structure and aold manufacturing tecnology , tempol  make the big rocks beutyful art in stons east one rock make three dor north two dor weast side a one dor south dameges . a big and old talab heare . Pilkha pahad neare , a time pahadpulla riyasat that pando king make mahamaya tempol, talab .

Wednesday 15 February 2012

BARIYON VILLAGE OF SURGUJA

BEUTYFULL AND historical village , poplation above 3000 , heare leave janjati and genral costs , gond , uraon , korva, pando , kanvar, panika ,agariya [lohar] ghasiya ,harijan , agrawal , jaiswal , branmhan, lala, rajput kurmi , soni .choudhary , yadav heare . thursday heare weekly market theare 20-50 laks of bisness all daily use and other bisnes heare . late shri brijmohan, sulkha ram ax sarpanch curently Ramkisun akka sarpanch bariyon . high scool ,chouki , banks , water suply by panchayat , hospital , many shops , mandir , talab and peacefull and very good neture peuple leave at bariyon , karma, cherta , durgapuja , and other festival selibrets all village jointly . late shri parasram goyal , late jokhu patel lovely persnolty but he die . sri Gaurishankar dubey , b.e. telicom 1960 is not join any service he make careare to farming and precticaly see the god , read -gita , vad ,puran , ramayan , dr. radhakrisnan, arvindo , ramkrisn paramhans ,vivekanand.......its . he is founder vivekanand jiv seva sansthan village batidand. he say all is god .

Tuesday 14 February 2012

venudhar singh a fine history knowledge of surguja

venudhar singh senire advocate , have more rare book to surguja , he is hard work to safe the 300-400 years old book to safe and like to mantend long life, he work to administration of surguja brfore 1947 .he have many documents that not other in world . reagen safe , large liberary theare see that. other time he work the gardan ,beutyfull flowers and tree heare. he is simpol ,but great persnolty. he make more doctors[p.h.d.]babupara , neare jail his house .

surgujiha and chattisgadhi a difrent tung

surgujiha me hindi ke saman aap [tyn] sabd hai , chtisgadhi me sirf english ke you ke saman [ tan , tor] shabd hai.surgujiha hindi, sanskrit se milkar bani hui boli hai .jase-man jaraha tha [ man jat rahen ] man khahun [mai khaunga] english ke lunch , deenar ke saman surgujiha me kelva, biyari din aour rat ke bhojan ko alag nam diya gaya hai.. madhy surguja me sudh surgujiha boli jati hai . uttri  surguja me jharkhand ki boli , purvi surguja me jashpur ki boli ...mishrit ho gai hai..surgujiha '' karma '' geet lajvab hoti hai, isi tarah '' mahadev''  , ramlila ke geet bhi karn priy hote hain , jo chattisgadhi se bhinna hote hain.  surguja me geet ke madhyam se ladka,ladki apni bhavnaon ko abhivyakt bhi karte hain. gram bariyo ka bagar in geeton ka mahan kalakar hai.surguja ki mitti geeton se sugandhit hai. gagar nadi ke kinare , bank nadi , geur , mahan, red nadi ke kinare ke villages beutyfull surgujiha song with mandar [ dhol ] .

Monday 13 February 2012

Ramkisun akka , sarpanch bariyo , blok rajpur surguja

4 time sarpnch contineu RAMISHUN ,GRAM PANCHAYAT -BARIYON ,BLOCK -RAJPUR , DISTRICT SURGUJA, the persnolty ramkisun natural politician god gifted service work publik of bariyon also rajpur blok villegers. he is good work and there fmly to all villagers gram panchayat bariyon today develop village of all over india so hard work ramkisun and his team work. aadivasi boyes play footbal and participet tournament by suport of ramkishun . more wter resorce in bariyon scool and hospital ,sucsesful nal- jal yojana and more work the best young sarpanch ramkisun . a yang man see all samaj and contry to day aarashan to make ramkisun see dobiop the young politcian

dhan ki kheti surguja me

surguja me mukhy rup se dhan [pady] crop kiya jata hai . pahle dhuriya,chopi aour ropai padhati se kheti hoti thi , aaz lagabhag puri kheti ropai dwara hoti hai, purani kisme -karahni ,chinmauri , kalam , jhingi taraju , jhingi plas, kalam , visunbhog[sugandhit fine]....ityadi aaz vilupt ho rahi hai. ab hai brid ,1010, ir36, ir64, jiraful ki kheti jyada hoti hai . fertilizer npk uria ka prayog bhi bahut ho raha hai .kitnashak ka bhi prayog badh gaya hai .gobar aour bina kitnashak se kheti ko badhava dena hoga , purani vilupt ho rahi dhan ke kismo ka sanrkcha bhi bahut aavashyak hai. mai village bariyo surguja me prayog kar raha hun.karahni pady verity a medicine

Sunday 12 February 2012

surguja eliphent,and animals

no eliphent and animals at surguja this time , a time more animals, birds leave at surguja forests tree of sall[sarai] more aadivasi kharvar, korva, pndo, nagesiya, kisan, agariya, panika , gond , urano, peace fully . reaver gagar , kalashgufa to start machli nadi , and geur water resorce and netural dem see - mahadev muda ..batidand village near bariyon to dhourpur road. birds beutyfully and pyour nature . but today all end........save surguja ana surgujiha

Saturday 11 February 2012

surguja-history and surgujiha boli

ak samay surguja me sirf aadivasi rahte the, yanha risi -muniyo ka aashram bhi tha janha se sanskrit ke slok aadivasi logo ke kan me padne se surgujiha boli me sanskrit ka samaves dikhta hai . jase patta ko patri, rasta ko dagar ishkealave mehman ko bhagvan manna inhone sikha jo aaz bhi dikhta hai purane kal me mukhy sthal surguja me the- samri , maheshpur , satmahla , devgadh, kothipatthar , pratappur , batidand , chandrgadh [chargadh] aara, bariyon ,lundra , pahadpulla[pahadganva] , laduaa [yanha aetihasik yudh hua tha ] shankargadh , srigadh [yanha kharvar raja karaj tha] lakhanpur ,ramgadh ........and

pando janjati

pando sirf surguja jila me rahte hain, korva janjati ke saman ye bhi samuh me rahte hain , inki vivah padhti hindu vivah ke saman hai. ye dhanush chalane me mahir hain . bharat ke pratham rastrpati dr. rajendr prasad 1951 me surguja aaye the ,tab ve pando bahuly gram pandonagar [ambikapur se 12km] me 2 din ruke the .yanha unke rukne ke liye chota ghar ka nirmad kiya gaya tha .yanha we2 khair [katha] ka ped lagaye the we ped aour ghar aaz bhi hai ghar ka nam SURGUJA KA RASTRPATI BHAVAN hai aaz vanha librery hai. pando chote kad ke jangal me rahte the , ab ve tathakathit sabhy smaj ke sanmpark se kuch rahan -sahan me parivartan karne lage hain. gram bariyon me pandopara, pandonagar ke alva ramgadh parvat ke nikat ke gramo me ve rahte hain

korva janjati

in surguja korva leaves forests he famly agroups his depend the forests,rver birds animals.he boy girl like and then famly no marige imortent 1,3,childs then marige .he make hadiya , mahua daru meet fish rice its.../korva speak true there nature true . he leaves surguja , jashpur , raigadh district chattis gadh his food kand mul, fish, animals ,rice , page ,lakda chatni....its. he not want meet the modern man he happy to there life