Monday, 13 February 2012

dhan ki kheti surguja me

surguja me mukhy rup se dhan [pady] crop kiya jata hai . pahle dhuriya,chopi aour ropai padhati se kheti hoti thi , aaz lagabhag puri kheti ropai dwara hoti hai, purani kisme -karahni ,chinmauri , kalam , jhingi taraju , jhingi plas, kalam , visunbhog[sugandhit fine]....ityadi aaz vilupt ho rahi hai. ab hai brid ,1010, ir36, ir64, jiraful ki kheti jyada hoti hai . fertilizer npk uria ka prayog bhi bahut ho raha hai .kitnashak ka bhi prayog badh gaya hai .gobar aour bina kitnashak se kheti ko badhava dena hoga , purani vilupt ho rahi dhan ke kismo ka sanrkcha bhi bahut aavashyak hai. mai village bariyo surguja me prayog kar raha hun.karahni pady verity a medicine

No comments:

Post a Comment