Saturday 11 February 2012

surguja-history and surgujiha boli

ak samay surguja me sirf aadivasi rahte the, yanha risi -muniyo ka aashram bhi tha janha se sanskrit ke slok aadivasi logo ke kan me padne se surgujiha boli me sanskrit ka samaves dikhta hai . jase patta ko patri, rasta ko dagar ishkealave mehman ko bhagvan manna inhone sikha jo aaz bhi dikhta hai purane kal me mukhy sthal surguja me the- samri , maheshpur , satmahla , devgadh, kothipatthar , pratappur , batidand , chandrgadh [chargadh] aara, bariyon ,lundra , pahadpulla[pahadganva] , laduaa [yanha aetihasik yudh hua tha ] shankargadh , srigadh [yanha kharvar raja karaj tha] lakhanpur ,ramgadh ........and

No comments:

Post a Comment