Tuesday 14 February 2012

surgujiha and chattisgadhi a difrent tung

surgujiha me hindi ke saman aap [tyn] sabd hai , chtisgadhi me sirf english ke you ke saman [ tan , tor] shabd hai.surgujiha hindi, sanskrit se milkar bani hui boli hai .jase-man jaraha tha [ man jat rahen ] man khahun [mai khaunga] english ke lunch , deenar ke saman surgujiha me kelva, biyari din aour rat ke bhojan ko alag nam diya gaya hai.. madhy surguja me sudh surgujiha boli jati hai . uttri  surguja me jharkhand ki boli , purvi surguja me jashpur ki boli ...mishrit ho gai hai..surgujiha '' karma '' geet lajvab hoti hai, isi tarah '' mahadev''  , ramlila ke geet bhi karn priy hote hain , jo chattisgadhi se bhinna hote hain.  surguja me geet ke madhyam se ladka,ladki apni bhavnaon ko abhivyakt bhi karte hain. gram bariyo ka bagar in geeton ka mahan kalakar hai.surguja ki mitti geeton se sugandhit hai. gagar nadi ke kinare , bank nadi , geur , mahan, red nadi ke kinare ke villages beutyfull surgujiha song with mandar [ dhol ] .

1 comment:

  1. surguja ''karma'' mahadev'' beutyfull song with mandar and dhol lovely songs

    ReplyDelete