Saturday 20 July 2013

Samri vidhansabha chetra

jila balrampur banane se b.j.p. ko sabse jyada nuksan yahin hoga , Kakna se lekar shankargadh , samri tak ke janta balrampur jila me nahi rahna chahte kyon ki jila mukhyaly pahuchna pahle se kathin ho gaya hai , vartman m.l.a shri shidhnath pakra ji se aour c.m. Raman singh se jwab magegi. han chndo chetr ke log b.j.p. ka samarthan karegi ,jila ke visay par.shri chintamadi mahraj yadi i.n.c. ka tikat paye to b.j.p. ko bahut kathin hoga jit pana.

No comments:

Post a Comment